PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 82

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0550)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
25 -J.Awwal -1438
23- February -2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-82🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Ghazwa e Badr ki shikast se mushrikin ke honsley past ho chukey the.
Magar uun me gham w ghussey ki aag bhadak rahi thi.
iss aag ne unhey eik din bhi chein se bethney na diya.
eik saal toa uunho ne kisi tarah guzaara.
Lekin san hijri 3 me Abu Sufiyan ne mukammil taiyaari ke sath 3000 ka lashkar lekar Madinah ke baahar Ohad pahaad ke paas padaav dala.
uus ke sath
3000 uunt
200 ghodey aur
700 aadmi zirah pehney huey the...
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(275)

Comments