PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 65

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0533)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
08-J.Awwal -1438
06- February -2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-65🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Tufaan e Nooh ke baad Hazrat Nooh (a.s.) ke parpotey (ΰ€ͺΰ€°ΰ€ͺΰ₯‹ΰ€€ΰ₯‡) imlaaq bin Arfakhshad bin Saam bin Nooh yaman me bas gaey the.
Allah T'aala ne uun ko arabi zubaan ilhaam ki,
Phir uun ki aulaad ne arabi bolna shuru kar diya,
Ye zubaan Arab ke ilaaqon me chaaron taraf pheil gaee,
iss tarah purey jazira e Arab me arabi zubaan aam ho gaee.
isee zamaaney me Madinah ki buniyad padi.
Imlaaq ki aulaad me Tubbagh naami eik baadshah tha,
Jisney yahudi ulma se aakhri Nabi ki taarif aur Yasrab (Madinah) me uun ki aamad ki khabar sun rakhi thi...
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(251)

Comments