PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 87

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0555)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
30 -J.Awwal -1438
28- February -2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-87🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
uun tirandazon ke ameer Hazrat Abdullah bin Jubair (rd.) ne baar baar rokney ki koshish ki
lekin unho ne fatah ki khushi me baat na suni aur pahaad se nichey utar aaey.
Hazrat Khalid bin Walid jo uus waqt musalman nahi huey the aur kuffar ki taraf se lad rahey the,
Jab unho ne uus jagah ko khaali deikha toa pichhey se hamla kar diya.
idhar musalman befikr the.
Bil'aakhir bhaagtey huey mushrikin palat kar musalmano par toot padey,
Achanak hamla honey ki wajah se musalman kuffar ke bich me aa gaey.
Jiski wajah se 70 sahaaba shaheed huey.
Aap Sallallahu alaihi wa sallam ka sar mubarak zakhmi aur eik daant mubarak bhi shaheed ho gaya.
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(277)

Comments