PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 81
πΆ ο·½ πΆ
π (0549) π
πππππ
24 -J.Awwal -1438
22- February -2017
πππππ
π PYAREY π
π NABI. π
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πππππ
π»Msg-No-81π»
πππππ
Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya:
Allah T'aala ne inn do dino ko behtar dino se badal diya he,
wo Eidul Ad'ha aur Eidul Fitr he.
Bil'aakhir 1 Shawwal san hijri 2 ko pehli martaba musalmano ne Eid manaai.
Allah T'aala ne eid ki khushiyan w masrratein musalmano ke sar par fatah w izzat ka taaj rakhney ke baad ataa farmaai.
Jab musalman apney gharon se nikal kar takbeer w towhid aur tasbeeh w tamheed ki aawaazein buland kartey huey maidan me jaa kar namaaz e Eid adaa kar rahey the,
toa dil Allah ki di huee neamaton se bharey huey the.
isee jazb e shukr me Eid ki namaaz me uun ki peshaani Allah ke samney jhuki huee thi.
πΉπΉπΉπΉπΉ
ISLAMI TARIKH
πππππ
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β¦π·β¦
(273)
Comments
Post a Comment