PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 98
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0566) ๐
๐๐๐๐๐
11 -J.Aakhir -1438
11 - March - 2017
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-98๐ป
๐๐๐๐๐
Abu sufiyan ki sardaari me 10000 ka muttahidah lashkar Madinah pahucha.
Shahar ki hifaazat ke liye khodi huee khandaq ko deikh kar mushrikin heiraan reh gaey.
Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne 3000 sahaaba ko uun ke muqabley ke liye rawaana kiya.
Dono lashkar ke darmiyaan khandaq haail thi.
Abu sufiyan Madinah ka muhaasra (เคเฅเคฐเคพเคต) kar chuka tha.
Banu Qureiza (yahudi qabilah) aur musalmano ke darmiyaan muaahidah (agreement) tha
isliye wo jang me shareek nahi huey.
Banu Nadeer (ye bhi yahud qabilah) ke sardaar Hai bin Akhtab ne badi jiddo jahad aur koshish ke baad Banu Qureiza ke sardaar Ka'ab bin Asad ko laalach dekar musalmano se bad'ohadi (เคตเคพเคฆเคพ เคเคฟเคฒเคพเคซเฅ) par aamadah kar ke apney sath shamil kar liya...
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(301)
Comments
Post a Comment