PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 92
🔶 ﷽ 🔶
💐 (0560) 💐
💌💌💌💌💌
05 -J.Aakhir -1438
05 - March - 2017
💌💌💌💌💌
💜 PYAREY 💜
💝 NABI. 💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌻Msg-No-92🌻
💌💌💌💌💌
Hatta ke (sharaab) aql w hosh tak ko khatm kar deti he.
Chunanchey baaz logon ne usey chhod diya
Phir dusra hukm naazil huwa ke sharaab aur nashey ki haalat me namaaz ke qareeb mat jao.
Chunanchey sahaaba ne uus ko tark kar diya
ke jab nashey ki haalat me namaaz nahi padh saktey toa uus se bachna chahiye.
Phir sharaab ke muta'alliq Surah Maaidah ki tisri aayat naazil huee.
ismey qata'ee tor par sharaab ko haraam qaraar dey diya gaya.
Sahaaba e kiraam ke imaani jazbey ka haal ye tha ke hukm miltey hi sharaab ke bartan aur matkey toud daley.
Yahaan tak ke Madinah ki galiyon aur sadkon par sharaab behti nazar aa rahi thi.
🔹🔹🔹🔹🔹
ISLAMI TARIKH
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦
(283)
Comments
Post a Comment