PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 101
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0569) ๐
๐๐๐๐๐
14 -J.Aakhir -1438
14 - March - 2017
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-101๐ป
๐๐๐๐๐
Banu Qureiza ne ahad shikni (เคตเคพเคฆเคพ เคเคฟเคฒเคพเคซเฅ) kar ke Makkah ke mushrikin ka sath diya tha.
Jab Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne Ghazwa e khandaq se Madinah aa kar hathiyaar utaar diye
toa Jibraeel (a.s.) ne aa kar arz kiya:
Ya Rasulallah !
Allah T'aala ne hukm diya he ke Aap lashkar lekar Banu Qureiza rawaana ho jaein.
Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne sahaaba ko Asr ki namaaz Banu Qureiza me padhney ka hukm diya.
Hazrat Ali (rd.) islami jhanda aur sahaaba ka lashkar lekar wahaan pahuchey.
Yahudiyon ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ko bura bhala kaha aur masaalihat (sulah) ke liye bhi taiyaar nahi huey
toa uun ke qiley (เคเคฟเคฒเคพ-fort) ka muhaasra (เคเฅเคฐเคพเคต) taqreeban 25 din tak jaari rakha...
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(305)
Comments
Post a Comment