PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 104
🔶 ﷽ 🔶
💐 (0572) 💐
💌💌💌💌💌
17 -J.Aakhir -1438
17 - March - 2017
💌💌💌💌💌
💜 PYAREY 💜
💝 NABI. 💝
(Sallallahu alaihi wa sallam)
💌💌💌💌💌
🌻Msg-No-104🌻
💌💌💌💌💌
Phir Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Hazrat Usman Ghani (rd.) ke zariye Qureish e Makkah ke paas paigaam bheja
toa unho ne Hazrat Usman (rd.) se kaha:
Tum agar tawaaf karna chahtey ho toa kar saktey ho.
Hazrat Usman (rd.) ne jawaab diya:
Mai Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam se pehley hargiz tawaaf nahi karunga.
Toa phir Qureish e Makkah ne kaha ke Muhammad (Sallallahu alaihi wa sallam) apney sathiyon ko lekar iss saal Makkah me dakhil nahi ho saktey
aur Hazrat Usman (rd.) ko nazarband kar diya.
idhar musalmano me uun ke qatl ki khabar mashhur kardi gaee.
Toa Hazrat Usman (rd.) ki shahadat ka badla leney ke liye Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne eik darakht ke nichey sahaaba e kiraam (rd.) se bei'at li.
iss bei'at ko
BEI'AT-E-RIZWAAN
kaha jata he.
🔹🔹🔹🔹🔹
ISLAMI TARIKH
💝💝💝💝💝
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
♦🌷♦
(311)
Comments
Post a Comment