PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 115

πŸ”Ά      ο·½      πŸ”Ά
πŸ’    (0583)     πŸ’
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
28 -J.Aakhir -1438
28 -  March - 2017
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
πŸ’œ PYAREY πŸ’œ
πŸ’   NABI.   πŸ’
(Sallallahu alaihi wa sallam)
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
🌻Msg-No-115🌻
πŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’ŒπŸ’Œ
Rasulullah Sallallahu alaihi wa sallam ne Amr bin Umaiyyah ke zariye Habash ke baadshah Najjashi ke paas da'awati khat bheijey.
Jismey towhid w risaalat aur imaan qubul karney ki daawat
aur Hazrat isaa (a.s.) ke bagair baap ke paida honey aur uun ki nabuwwat ka tazkirah kiya
aur imaan qubul karney par duniya w aakhirat ki bhalaai w salaamati ki khush khabri sunaai.
Najjashi ne Aap Sallallahu alaihi wa sallam ke khat ko aankhon se laga kar kaha:
Mai gawaahi deita hun ke ye wohi Nabi he jinka ehley kitaab ko intizaar tha.
Aur islam qubul kar ke khat ka jawaab likhwaya ke...
πŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”ΉπŸ”Ή
ISLAMI TARIKH
πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’πŸ’
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
β™¦πŸŒ·β™¦
(323)
*🌐Islamicgrp.weebly.com*

Comments