PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 102
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0570) ๐
๐๐๐๐๐
15 -J.Aakhir -1438
15 - March - 2017
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-102๐ป
๐๐๐๐๐
Bilaakhir muhaasra (เคเฅเคฐเคพเคต) tang honey par yahudiyon ne sulah ke muaamley ko pehley Hazrat Lababa (rd.) aur phir Hazrat Sa'ad bin Muaaz (rd.) ke supurd kar diya ke inka har faisla hamein manzur he.
uun dono sahaaba (rd.) ne Towraat ke mutabiq faisla kiya ke
tamaam ladney waley mardon ko qatl kar diya jaey
aurton aur bachchon ko ghulaam bana liya jaey
Jaidaad aur maal w doulat musalmano me taqseem kar di jaey
iss faisley ke mutabiq Banu Qureiza ko girftaar kar ke Madinah lakar qatl kiya gaya.
Hai bin Akhtab aur Banu Qureiza ke sardar Ka'ab bin Asad ko bhi qatl kar diya gaya
taaki ahad shikni (เคตเคพเคฆเคพ เคเคฟเคฒเคพเคซเฅ) karney walon aur dhoka baazon ko hamesha ke liye sabaq mil jaey aur aaney wali naslein ibrat haasil karey.
iss tarah Madinah hamesha ke liye dushmano ki saazishon se mahfuz ho gaya.
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(305)
Comments
Post a Comment