PYAREY NABI SALLALLAHU ALAIHI WA SALLAM PART 99
๐ถ ๏ทฝ ๐ถ
๐ (0567) ๐
๐๐๐๐๐
12 -J.Aakhir -1438
12 - March - 2017
๐๐๐๐๐
๐ PYAREY ๐
๐ NABI. ๐
(Sallallahu alaihi wa sallam)
๐๐๐๐๐
๐ปMsg-No-99๐ป
๐๐๐๐๐
iss bad'ohadi (เคตเคพเคฆเคพ เคเคฟเคฒเคพเคซเฅ) se musalmano ko bada sadma huwa
Dusri taraf Munafiqeen musalmano se bahaaney baazi kar ke maidan chhod kar bhaag rahey the.
iss tarah musalman andruni aur beiruni hamley ke bich aa gaey
Muhaasra (เคเฅเคฐเคพเคต) ki shiddat aur sakhti ke baais Aap Sallallahu alaihi wa sallam ne Banu Ghatfaan ko Madinah ki eik tihaai (1/3) paidavaar dekar Abu Sufiyan ke lashkar se alag ho janey par sulah ka iradah farmaya.
Magar Sa'ad bin Muaaz (rd.) aur Sa'ad bin ubaadah (rd.) jaisey bahadur sahaaba ne arz kiya:
Ya Rasulallah !
Ham talvaaron ke alaawah uun ko apna maal hargiz nahi dengey
(Yani ham uun se jang karna chahtey hai)
wo jo karna chahey kar le
Ham muqabley ke liye taiyaar hai.
๐น๐น๐น๐น๐น
ISLAMI TARIKH
๐๐๐๐๐
DUSRON KO FWD KARNEY KI GUZARISH
โฆ๐ทโฆ
(301)
Comments
Post a Comment